Saturday 13 September 2014

AGAIN TODAY I AM PRESENTING TO ALL THE BEAUTIFUL BHAKTI BHAJAN FOR LORD SHREE KRISHNA WITH WORDS,"ANNA PRABHUJI ANNA,ANNA SHRI BHAGWAN,HAMAARE HARI KIRTAN MEIN"

Anna prabhuji anna, Anna prabhuji anna (2)

Anna shri Bhagawan, Hamaare hari kirtan mein (2)
Anna sunder shyam, Hamare hari kirtan mein (2)
App bhi anna sang, Radha ji ko lanna (2)
Aakar darsha dikana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Gopi yo ko lana (2)
Aakar rass rachana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Gualon ko bhi lana (2)
Aakar Makana khana, hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Gau ji ko lana (2)
Aakar Bhoga lagana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Arjun ji ko lana (2)
Geeta ka giyan sunana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Shanker ji ko lana (2)
Damru ki naad sunana, Hamare hari kirtan mein, Anna…

No comments:

Post a Comment