Thursday 30 April 2015

"MATA LAKSHMI KARO KRIPA KARO HARDAYA ME VAAS,O MAA,O MAA,O MAA MANO KAMNA SIDH KARI,URR VAHU MERI AAS,"PRESENTING GODDESS LAKSHMI CHALISA OR WE CAN SAY A PRAISE SONG TO PLEASE GODDESS LAKSHMI CONSIDERED TO BE THE GODDESS OF WEALTH AND PROSPERITY.ENCHAN THIS CHALISA DAILY TO GET THE BLESSINGS OF GODDESS.

Mata Laxmi Karo Kripa
Karo Hardaya Me Vaas
O Maa O Maa O Maa
Mano Kamna Siddh Kari
Urr Vahu Meri Aas
O Maa O Maa O Maa
Om Jai Maha Laxmi Mata
Jai Maa Jai Jai Maa
Jai Maa Jai Jai Maa
Om Jai Maha Laxmi Mata
Jai Maa Jai Jai Maa
Jai Maa Jai Jai Maa
Sindhu Suta Me Sumiro Tohi
Gyan Buddhi Vidya Do Mohi
Tum Samaan Nahi Kou Pukari
Tab Vidhi Purvo Aas Harmari
Jai Jai Jagat Janani Jagdamba
Sab Ki Tum Hi Ho Sab Ki Aavlamba
Om Jai Maha Laxmi Mata
Jai Maa Jai Jai Maa
Jai Maa Jai Jai Maa
Tum Ho Sab Ghat Ghat Ki Vashi
Vinti Yahi Hamari Khaasi
Jag janani Jai Sindhu Kumari
Dinan Ki Tum Ho Hit Kari
Vinvo Nitya Tumhi Maharani
Kripa Karo Janani Bhawani
Om Jai Maha Laxmi Mata
Jai Maa Jai Jai Maa
Jai Maa Jai Jai Maa

Tuesday 28 April 2015

"BHOOT PRET BHAGAYE KAAL BHAGAVE MAGAVIR MATWALA,BALA BALAJI BALA BALAJI RE,MHARA BAJARANG BALA."ULTIMATE BHAKTI BHAJAN FOR MEHNDIPUR BALAJI ALSO KNOWN AS LORD HANUMANJI.ENCHANT THIS BHAKTI BHAJAN ON THIS AUSPICIOUS DAY TUESDAY CONSIDERED TO BE THE DAY OF LORD HANUMANJI TO GET THE BLESSINGS OF GOD.

Bhoot Pret Bhagaye
Kaal Bhagave
Mahavir Matwala
Bala Balaji Bala Balaji Re
Mhara Bajarang Bala
Bano Devro Salasar Mein
Nar Naari Lakho Mandir Mein
Nahi Kisi Ko Taala
Bala Balaji Re
Mhara Bajarang Bala
Jai Ho
Bol Bajrang Bali Ki Jai
Jantar Manter Jadu Tona
Yaha Aasar Kuchh Bhi Naa Hona
Jantar Manter Jadu Tona
Vaha Aasar Kuchh Bhi Naa Hona
Jiska Ye Rakhwala
Bala Balaji Bala Balaji Re
Mhara Bajarang Bala
Baal Naa Banka Hota Uska
Hanuman Sathi Hai Jiska
Baal Naa Banka Hota Uska
Hanuman Sathi Hai Jiska
Pawan Anjali Ka Lala
Bala Balaji Bala Balaji Re
Mhara Bajarang Bala
Bhoot Pret Bhagaye
Kaal Bhagave
Bhoot Pret Bhagaye
Kaal Bhagave
Mahaveer Matwala
Bala Balaji Bala Balaji Re
Mhara Bajarang Bala
Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Jai Shri Ram
Jai Jai Bajrangbali
Jai Veer Bajrangbali

Monday 27 April 2015

"JAI SHIV SHANKAR,JAI SHIV SHANKAR,JAI SHANKAR BHOLE SAB DEVO MEIN DEV NIRALE JAI BAM BAM BHOLE."ULTIMATE BHAKTI SONG FOR LORD SHIVA THE CREATOR OF WORLD.ENCHANT THIS BHAKTI BHAJAN ON THIS AUSPICIOUS DAY MONDAY TO GET THE BLESSINGS OF LORD SHIVA.

Jai Shiv Shankar Jai Shiv Shankar
Jai Shankar Bhole
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Mahadev Tune Hi To
Sab Devo Ka Santap Hara
Sagar Manthan Mein Nikla Vish
Tune Apne Kanth Dhara
Isliye Har Prani Tujhko Neelkath Bole
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Jai Shiv Shankar Jai Shiv Shankar
Jai Shankar Bhole
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Tere Naam Aneko Baba
Teri Mahima Nyari
Tere Bhed Anokhe Sabse
Kya Jaane Sansaari
Tu Hi Hai Kailashpati
Tu Parvat Pe Dole
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Jai Shiv Shankar Jai Shiv Shankar
Jai Shankar Bhole
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Sheesh Tumhare Ganga Maiya
Chandra Shikhar Pe Sohe
Tan Pe Sarpa Vicharte Rahte
Bhakto Ke Mann Mohe
Usko Kaisa Kast Jagat Mein
Naam Tera Jo Le
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Jai Shiv Shankar Jai Shiv Shankar
Jai Shankar Bhole
Sab Devo Mein Dev Nirale
Jai Bam Bam Bhole
Om Namah Shivaye
Har Har Mahadev
Om Namah Shivaye



Saturday 25 April 2015

"JINKE MANN MEIN SADA VIRAJE,LAKHAN RAM AUR JANKI,DHYAN KARO UNN BAJRANGI KA CHINTA MITE JAHAN KI."ULTIMATE BHAKTI SONG FOR LORD SHREE HANUMANJI THE "RUDR"INCARNATION OF LORD SHIVA.ENCHNAT THIS BHAJAN ON THIS AUSPICIOUS DAY SATURDAY TO GET THE BLESSINGS OF LORD SHREE HANUMANJI.

Jinke Mann Mein Sada Viraje
Lakhan Ram Aur Janki
Jinke Mann Mein Sada Viraje
Lakhan Ram Aur Janki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Jinke Mann Mein Sada Viraje
Lakhan Ram Aur Janki
Jinke Mann Mein Sada Viraje
Lakhan Ram Aur Janki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Hanuman Gyan Gun Saagar
Jai Kapis Tihu Lok Ujagar
Ram Doot Atulit Bal Dhaama
Anjani Putra Pawan Sut Naama
Mahaveer Vikaram Bajrangi
Kumati Nivaar Sumati Ke Sangi
Kanchan Varan Viraaj Subesa
Kaanan Kundal Kunchit Kesha
Kaisa Banke Beer Bali
Hanumal Lal Ka Darshan Hai
Dust Kapte Thar Thar
Sunkar Aisa Inka Garjan Hai
Ye Sukh Dete Usko
Jiska Sachcha Prem Bhara Mann Hai
Ye Sukh Dete Usko
Jiska Sachcha Prem Bhara Mann Hai
Bhakti Aur Shakti Ki Moorat
Seema Bal Aur Gyan Ki
Bhakti Aur Shakti Ki Moorat
Seema Bal Aur Gyan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Laaye Sanjeevan Lakhan Jiyaaye
Shri Raghuvir Harashi Urr Laaye
Raghupati Kinhi Bahut Badhaayi
Tum Mum Priye Bharathi Sam Bhai
Tum Upkaar Sugreevahin Keenha
Ram Milaye Rajpad Deenha
Tumharo Mantra Vibheeshan Mana
Lankeshwar Bhaye Sub Jag Jaana
Bade Ladale Hai Bhakto Ke
Pyare Sab Sansaar Ke
Sita Ram Lakhan Ke Pyare
Priye Saare Darbar Ke
Sita Ram Lakhan Ke Pyare
Priye Saare Darbar Ke
Sada Goonjte Rahte Naare
Inki Jai Jai Kaar Ke
Sada Goonjte Rahte Naare
Inki Jai Jai Kaar Ke
Pyas Sada Hanumat Ko Rahti
Raghuvar Ke Gun Gaan Ki
Pyas Sada Hanumat Ko Rahti
Raghuvar Ke Gun Gaan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Aast Siddhi Nav Nidhi Ke Data
Uss Var Deen Janki Mata
Ram Rasayan Tumhare Paasa
Sada Raho Raghupati Ke Dasa
Tumhare Bhajan Ram Ko Pave
Janam Janam Ke Dukh Bisrave
Ant Kaal Raghuvi Pur Jayee
Jahaan Janam Hari Bhakt Kahayee
Ye Riddhi Siddhi Ke Data
Sita Mata Ke Var Se
Ye Riddhi Siddhi Ke Data
Sita Mata Ke Var Se
Hanumat Naam Japo To
Mukti Hoti Hai Saare Darr Se
Hanumat Naam Japo To
Mukti Hoti Hai Saare Darr Se
Baah Pakad Kar Jaane Kitne
Paar Kiye Bhav Sagar Se
Baah Pakad Kar Jaane Kitne
Paar Kiye Bhav Sagar Se
Dukhde Saare Door Hatate
Ye Moorat Kalyan Ki
Dukhde Saare Door Hatate
Ye Moorat Kalyan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Bol Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Jinke Mann Mein Sada Viraje
Lakhan Ram Aur Janki
Jinke Mann Mein Sada Viraje
Lakhan Ram Aur Janki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Dhyan Karo Unn Bajarangi Ka
Chinta Mite Jahan Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Ram Lakhan Aur Janki Jai Bolo Hanuman Ki
Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Jai Jai Shri Ram
Jai Bolo Hanuman Ki
Bolo Hanumanji Maharaj Ki Jai
Bolo Pawan Putra Hanumanji Ki Jai

Friday 24 April 2015

"CHALO BULAWA AAYA HAI, MATA JINKO YAADKARE WOH LOG NIRALE HOTE HAI,CHALO BULAWA AAYA HAI MATA NE BULAYA HAI."ULTIMATE BHAKTI SONG SUNG BY SHREE NARENDRA CHANCHAL JI FOR GODDESS DURGA.ENCHANT THIS BHAJAN DAILY TO GET THE BLESSINGS OF GODDESS DURGA.

Chalo Bulawa Aaya Hai
Chalo Bulawa Aaya Hai
mata jinko yaad kare woh log nirale hote hai
mata jinka nam pukare kismatwale hote hai
chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai 
chalo bulawa aaya hain  mata ne bulaya hain, jai mata dee
chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain
ho unnchhe parvat pe rani ma ne darbar lagaya hai
chalo bulawa aaya hain, mata ne bulaya hain, jai mata dee
chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain
sare jag me ek thikana sare gham ke maro kaa 
ho.., (rasta dekh rahi hai mata apani aankh ke taro kaa
ho.., mast hawao kaa ek jhonka yeh sandesa laya hai
chalo bulawa aaya hain, mata ne bulaya hain
(jai mata dee…. kehte jao) 
jai mata dee kehte jao aane janey walo ko
chalte jao tum mat dekho apne pao ke chhalo ko
ho…, jisne jitna dard saha hai utna chain bhi paya hai
chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai, jai mata dee
vaishno devi ke mandir me , log muraden pate hai
woh rote rote aate hain, hanste hanste jate hain 
ho.., mai bhi mang ke dekhu, jisne jo manga woh paya hain
chalo bulawa aaya hai, mata ne bulaya hai, jai mata dee
mai bhi toh ek ma hu mata, ma hee ma ko pehchane 
bete kaa dukh kya hota hai aur koyi yeh kya janey
ho, usaka khu mai dekhu kaise jisko dudh pilaya hain
ho chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai 
chalo bulawa aaya hai, mata ne bulaya hai 
toh prem se bolo, jai mata dee
sare bolo, jai mata dee, jai mata dee, jai mata dee…
vaishno rani, jai mata dee
ham pe kalyani, jai mata dee
ma bholi bhali, jai mata dee
ma shero wali, jai mata dee
jholi bhar deti, jai mata dee
samkat har leti, jai mata dee, jai mata dee…..