Suno Re Pyare Bhai
Prabhu Ke Bharose Hanko Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Naa Jaane Kab Toot Pade
Mathe Pe Kaal Kulhadi
Prabhu Ke Bharose Hanko Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Prabhu Ke Bharose Haako Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Panchtava Bani Gathariya
Jiska Naam Hai Kaya
O Har Ek Jeev Rahe Iss Ghar Mein
De Kar Saansh Kiraya
Jab Lut Jayegi
Jab Lut Jayegi
Saansh Ki Poonji Pachhtao Ge O Anadi
Prabhu Ke Bharose Haako Gadi
Hari Ke Bharose Haanko Gadi
Suno Re Pyare Bhai
Prabhu Ke Bharose Hanko Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Jis Per Hum Tum
Kahte Re Duniya
Vo Ek Darshan Mela
Ho Ek Din Aisa Aata Yaha Re
Jab Udta Hans Akela
Bhakti Ke Rang Mein
Bhakti Ke Rang Mein
Rangdo Re Jeevan
Yahi Hai Mukti Ki Vani
Prabhu Ke Bharose Hanko Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Suno Re Pyare Bhai
Prabhu Ke Bharose Hanko Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Naa Jaane Kab Toot Pade
Mathe Pe Kaal Kulhadi
Prabhu Ke Bharose Haako Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Prabhu Ke Bharose Haako Gadi
Hari ke Bharose Haako Gadi
Hari Bol
Jai Shri Krishna
Jai Shri Ram
Bolo Sachedarbar Ki Jai
No comments:
Post a Comment