Hum aaj pawansut hanuman ki katha sunate hai
Pawan katha sunate hai
Veeron ke veer us mahaveer ki gatha gaate hai
Jo rom rom mein siya raam ki chhavi basate hai
Pawan khata sunate hai
Veeron ke veer us mahaveer ki gatha gaate hai
Ham katha sunate hai
Punikasthila naam tha jisaka swarg ki thi sundari
Vanar raaj ko jar ke janmi naam hua ati door
Kapi raaj kesari ne usase byah rchaya tha
Giri namak sangpar kya anand mangal chhaya tha
Raja kesari ko anjana ka roop lubhaya tha
Dekh dekh anjani ko unaka man harsaya tha
Vaise to unake jeewan mein thi sab khushhali
Parntu god anjani mata ki santan se thi khali
Ab suno hanumant kaise pawan ke putra kahate hai
Pawan katha sunate hai
Bajrang bali us maha bali ki gatha gaate hai
No comments:
Post a Comment