Wednesday 18 March 2015

"ANNA PRABHUJI ANNA,ANNA SHRI BHAGWAN,HAMAARE HARI KIRTAN MEIN,ANNA SUNDER SHYAM,HAMARE HARI KIRTAN MEIN."ULTIMATE BHAKTI BHAJAN FOR LORD SHREE KRISHNA THE INCARNATION OF LORD SHREE HARI VISHNU JI.ENCHANT THIS BHAJAN DAILY TO GET THE BLESSING OF LORD SHREE KRISHNA.

Anna prabhuji anna, Anna prabhuji anna 
Anna shri Bhagawan, Hamaare hari kirtan mein
Anna sunder shyam, Hamare hari kirtan mein 
App bhi anna sang, Radha ji ko lanna 
Aakar darsha dikana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Gopi yo ko lana
Aakar rass rachana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Gualon ko bhi lana 
Aakar Makana khana, hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Gau ji ko lana 
Aakar Bhoga lagana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Arjun ji ko lana 
Geeta ka giyan sunana, Hamare hari kirtan mein, Anna…
App bhi anna sang, Shanker ji ko lana 
Damru ki naad sunana, Hamare hari kirtan mein, Anna…

No comments:

Post a Comment