Laxman Sita chor nahi ate, Janak lali ko anhi gavate
Bane banaiye bigre kaam ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Komal badan sohasani site, Tum bin viyarth rahinge jite
Lage chandini jaise gham ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Sun ri maina sun ri tota, Main bhi pankho wala hota
Van van leta dhund taman ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Shyama hirni tuhi bata de, Janaka nandani mujhe milade
Tere jaisi ankhan Shyam ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Van van dhund rahe Raghurai, Janak dulari kahin na paiye
Giddraj ne kiya pranam ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Chakh chakh kar phal shabri laiye, Prem sehit khaiye Raghurai
Aise meethe nahi hai Ram ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Vipra roop dhari Hanumant aiye, Charan kamal main sheesh niwai
Kandhe par baithaiye Ram ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Sugreev se kari milai, Apni sari katha sunai
Bali punchiya nij dham ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Singahasan sugreev bithiya, Man mai vah ati harshiya
Varsha rituaye he Ram ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Hey bhai Laxman tum jao, Vanarpati ko you sanjhao
Sita bin viyakul hai hum ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Desh desh vanar bhijvaiye, sagar ke sab tat par aye
Sahte bhook pyas aur gham ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Sampati ne pata bataya, Sita ko Ravan le aya
Sagar kood gaye Hanuman ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Kone kone pata lagaya, Bhagt vibhishan ka ghar paiya
Hanuman ne kiya pranam ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Ashok vatika Hanumat aiye, Vriksh tale Sita ko paiye
Aansu barse aathom yam ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Ravan sang nishichat lake, Sita do bola samjhake
Meri aur to dekho bham ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
Mandoodri anado dasi, Sab sewa main lanka wasi
Karo bhaan chal kar vishram ((Ram Siya Ram Siya Ram Jai Jai Ram))
No comments:
Post a Comment