Tuesday 6 January 2015

"RAM KE CHARNO MEIN JO BHEE AA GAYAA,KUL JAHAAN KEE NEMTEIN WO PAA GAYAA RAM."NICE BHAKTI SONG FOR LORD SHREE RAM THE INCARNATION OF LORD VISHNU.ENCHANT THIS BHAKTI BHAJAN ON THIS AUSPICIOUS DAY TUESDAY TO GET THE BLESSINGS OF LORD SHREE RAM AS WELL AS LORD HANUMANJI.

Ram ke charno mein jo bhee aa gayaa 
Kul jahaan kee nemtein wo paa gayaa ram .. .
Raam kaa sumiran kiyaa Hanumaan ne 
Raam ke dil me jagah wo Paa gayaa kul… Ram . 
Raam kee deewaanee Shabree naam thaa 
Raam jhoothe ber jiske Khaa gayaa kul. . . Ram . 
Raam kaa sumiran kiyaa Prahlaad ne 
Garm khambe se lipat Harshaa gayaa kul. . . Ram . . .
Bande too bhee naam japle ramkaa 
Tar gayaa jo bhee sharan men aa gayaa kul. . . Ram . . .


Explanation: 
Whoever has come to the feet of Ram has received in fullness all that is desired.  Examples:  -  Hanuman constantly remembered Him and won a place in His heart.  -  Shabri expressed intense love for Him. He In turn ate with relish ‘Jhutay’ plums.  
Prahalaad remembered Him and embracing the hot pillar became very happy (God appeared from it). Therefore: Oh man, if you also remember Him you will finally reach his shelter.

No comments:

Post a Comment